SEARCH RESULTS
Showing search results for "rozgaar"
Nazm MATCHES FOR "rozgaar"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
zaaG dashtii ho rahaa hai ham-sar-e-shaahiin-o-charG
kitnii sur.at se badaltaa hai mizaaj-e-rozgaar
Allama Iqbal
Nazm
kisan
KHuun hai jis kii javaanii kaa bahaar-e-rozgaar
jis ke ashko.n par faraaGat ke tabassum kaa madaar
Josh Malihabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
tum hii nahii ho kushta-e-naira.ng-e-rozgaar
maatam-kade me.n dahr ke laakho.n hai.n sogvaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
giraa.n hai dil pe Gam-e-rozgaar kaa mausam
hai aazmaa.ish-e-husn-e-nigaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bulbul
hazaar ruup yahaa.n rozgaar ne badle
tirii qadiim ravish dekhtaa huu.n bachpan se
Majnoon Gorakhpuri
Nazm
be-ruKHi
aisaa lag rahaa dhartii par do hii log be-rozgaar hai.n
ek mai.n aur duusraa shaayad vo aa.ina
Sudhanshu Firdaus
Nazm
jamuna
o talavvun-kesh o kaafir-adaa aur duu.n-shi.aar
tuu ne badle rang laakho.n aah vaz-e-rozgaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
wazir ka KHwab
sab KHushaamad-pesha, duniyaa-daar aur be-rozgaar
raat din milne ko aate hai.n qataar-andar-qataar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
urdu zaban
haalaa.nki rozgaar kaa zariiya nahii.n rahii
urdu pa.Dho pa.Dhaa.o ye apnii zabaan hai
Habeeb Ahmad Anjum Datiavi
Nazm
yaad-e-ahbab
ai inqalaab-e-duniyaa ai gardish-e-zamaana
ai rozgaar-e-faanii sun to miraa fasaana