SEARCH RESULTS
Showing search results for "ubhaar"
Nazm MATCHES FOR "ubhaar"
Nazm
itna malum hai!
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
jab milii hogii use merii alaalat kii KHabar
Parveen Shakir
Nazm
andha kabaadi
jis se chhaT jaa.e puraanaa mail
un ke dast-o-paa phir se ubhar aa.e.n
Noon Meem Rashid
Nazm
andeshe
band kamre me.n jo KHat mere jalaa.e ho.nge
ek ik harf jabii.n par ubhar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
raat sunsan hai
raat bhar jaag ke likkhii hu.ii tahriiro.n se
ab bhii un aa.nkho.n kii tasviir ubhar aatii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
an-kahi
teraa paikar mirii nazro.n me.n ubhar aataa hai
ko.ii saa.at ho ko.ii fikr ho ko.ii maahaul
Himayat Ali Shayar
Nazm
parchhaiyan
ye rasmasaate badan kaa uThaan aur ye ubhaar
fazaa ke aa.iina me.n jaise lahlahaa.e bahaar
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aalam kitne
inhii zarro.n se ubhar aa.e.nge kitne mah-o-mehr
isii aalam se sa.nvar jaa.e.nge aalam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHak-e-dil
jagmagaataa hai agar ko.ii nishaan-e-manzil
zindagii aur bhii kuchh tez qadam chaltii hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
gae janam ki sada
tumhaarii nazmo.n tumhaarii giito.n kii chilmano.n se ubhar rahaa hai
yaqiin jaano
Parveen Shakir
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
judai
ubhar ga.ii hai.n vo choTe.n dabii-dabaa.ii hu.ii
supurdagii o KHuluus-e-nihaa.n ke parde me.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ubhar rahe hai.n fazaa.o.n me.n ahmarii.n parcham
kinaare mashriq-o-maGrib ke milne vaale hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sal-e-nau mubarak
gulo.n kii tarah gulistaa.n me.n nikhar le.n
bane.n ham bhii suuraj gagan me.n ubhar le.n