SEARCH RESULTS
Showing search results for "vasl"
Nazm MATCHES FOR "vasl"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jo mera tumhaara rishta hai
likhaa gayaa hai bahut lutf-e-vasl o dard-e-firaaq
magar ye kaifiyat apnii raqam nahii.n hai kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
lazzat-e-vasl ho ki zaKHm-e-firaaq
jo bhii ho terii mehrbaanii hai
Saifuddin Saif
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
jo vasl me.n hai.n un ke juu.De mahak rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
baat kii baat sunaatii hai ko.ii ha.ns ha.ns kar
lazzat-e-vasl hai aazaar, ko.ii kahtii hai
Akhtarul Iman
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
mausam-e-vasl kii kirno.n kaa vo amboh ravaa.n
jis ke hamraah kisii zohra-jabii.n kii Dolii
Mohsin Naqvi
Nazm
patthar ki zaban
isii akele pahaa.D par tuu mujhe milaa thaa
yahii bulandii hai vasl teraa
Fahmida Riaz
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
zulf-e-shab-e-vasl khul rahii thii
KHushbuu saa.nso.n me.n ghul rahii thii