SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujre"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hujre"
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
mere hujre me.n nahii.n aur kahii.n par rakh do
aasmaa.n laa.e ho le aa.o zamii.n par rakh do
Rahat Indori
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hujre"
Ghazal
haa.n ye kaafir usii hujre me.n milaa thaa mujh ko
ek momin jahaa.n sajde me.n milaa thaa mujh ko
Bharat Bhushan Pant
Nazm
kya gul-badani hai
hujre me.n KHamoshii hai shabistaa.n me.n takallum
KHeme me.n tunuk aah KHayaalo.n me.n tarannum
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n gosha-giir hu.n sadiyo.n se apne hujre me.n
masaaf-e-bai.at-o-paimaan me.n nahii.n aataa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ai saaqi-e-mah-vash Gam-e-dauraa.n nahii.n uThtaa
darvesh ke hujre se ye mehmaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kisii kii yaad ke jaale hai.n mere hujre me.n
udaasiyo.n se miraa ghar sajaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
janaab-e-shaiKH ke hujre se duur hii rahiye
farishte aate hai.n is me.n bashar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
mere hujre ko bhii tash.hiir milii us ke sabab
aur aa.ndhii ne bhii is baar bahut naam kiyaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
mai.n apne hujre me.n naan-o-namak pe qaane thaa
vo chal diyaa mirii jholii me.n Daal kar duniyaa