SEARCH RESULTS
Showing search results for "hujre"
Ghazal MATCHES FOR "hujre"
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
mere hujre me.n nahii.n aur kahii.n par rakh do
aasmaa.n laa.e ho le aa.o zamii.n par rakh do
Rahat Indori
Ghazal
haa.n ye kaafir usii hujre me.n milaa thaa mujh ko
ek momin jahaa.n sajde me.n milaa thaa mujh ko
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
mai.n gosha-giir hu.n sadiyo.n se apne hujre me.n
masaaf-e-bai.at-o-paimaan me.n nahii.n aataa
Irfan Siddiqi
Ghazal
ai saaqi-e-mah-vash Gam-e-dauraa.n nahii.n uThtaa
darvesh ke hujre se ye mehmaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kisii kii yaad ke jaale hai.n mere hujre me.n
udaasiyo.n se miraa ghar sajaa rahaa hai ko.ii
Ahtamam Sadiq
Ghazal
janaab-e-shaiKH ke hujre se duur hii rahiye
farishte aate hai.n is me.n bashar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
mere hujre ko bhii tash.hiir milii us ke sabab
aur aa.ndhii ne bhii is baar bahut naam kiyaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
mai.n apne hujre me.n naan-o-namak pe qaane thaa
vo chal diyaa mirii jholii me.n Daal kar duniyaa
Mohsin Changezi
Ghazal
ruk gayaa thaa vo mire hujre me.n jaane kis liye
aasmaa.n shaffaaf thaa aur raat tuufaanii na thii
Adnan Mohsin
Ghazal
havelii chho.D ke sab log chal diye lekin
har ek hujre me.n ik daastaan baiTh ga.ii
Nusrat Mehdi
Ghazal
paak daaman thii ye jab tak thii mire hujre me.n
chho.D ke mujh ko gunahgaar hu.ii hai duniyaa
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
Aal-e-Umar
Ghazal
aas.maa.n mujh se miyaa.n hujre me.n laayaa na gayaa
shaa.irii chho.D dii mafhuum churaayaa na gayaa
Imran Badayuni
Ghazal
mire hujre me.n tirii chaap ke jab phuul khile.n
aap hii aap charaaGo.n me.n Dhalii jaa.uu.n piyaa
Jina Quraishi
Ghazal
masjid ke hujre me.n bachche mar jaate hai.n
tere ghar ke darbaano.n se Dar lagtaa hai
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
lab-e-zaahid pe hai afsaana-e-huur-e-jannat
kaash is vaqt miraa anjuman-aaraa hotaa