SEARCH RESULTS
Showing search results for "taish"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taish"
Sher
Bahadur Shah Zafar
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "taish"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taish"
Ghazal
mai.n tez havaa me.n bhii baguule kii tarah thaa
aayaa thaa mujhe taish magar jhuum uThaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
taish me.n aane lage tum to mirii tanqiid par
is qadar hassaas ho to aa.inaa dekhaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
miraa dushman mujhe lalkaar ke jaa.egaa kahaa.n
KHaak kaa taish huu.n aflaak kii dahshat huu.n mai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
apnii naa-ahlii pe qaatil ko na taish aa jaa.e
ochhe zaKHmo.n ko zaraa us se chhupaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Nazm
holi
ye sun ke taish me.n aa zard kaa sipah-saalaar
cha.Dh aaya fauj ko le kar safed par yak-baar
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
log jab taish me.n aate the to chhup jaate the
kyaa ajab tund vo haijaan hu.aa karte the
Asim Bakhshi
Ghazal
fasiil-e-sabr me.n rauzan banaanaa chaahtii hai
sipaah-e-taish mire dil ko Dhaanaa chaahtii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
na jal ke KHaak ho jab tak ki misl-e-parvaana
ho taish dil kaa hamaare faro to kyuu.n-kar ho