SEARCH RESULTS
Showing search results for "taish"
Nazm MATCHES FOR "taish"
Nazm
dard aaega dabe panw
laa.o sulgaa.o ko.ii josh-e-Gazab kaa a.ngaar
taish kii aatish-e-jarraar kahaa.n hai laa.o
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
hai tum ko taish hai baalishtiyo.n kii ye duniyaa
to phir qariine se tum un ko be-libaas karo
Jaun Eliya
Nazm
holi
ye sun ke taish me.n aa zard kaa sipah-saalaar
cha.Dh aaya fauj ko le kar safed par yak-baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
suqraat ki biwi
ye sun ke vo chup ho ga.ii phir taish me.n aa.ii
suqraat kii dii piiTh pe bas daf.atan ik laat
Ameer Chand Bahar
Nazm
KHuda qahqaha lagata hai
zamiin taish me.n thuuthnii hilaatii hai
aur aasmaan saarii raat
Sidra Sahar Imran
Nazm
shahidan-e-azadi
taish se tharraa gayaa bartaaniya kaa saamraaj
zulm se us ke hu.aa bedaar phir saaraa samaaj
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
tarana-e-yaum-e-mazdur
parosegaa na.aro.n kii thaalii sajaa kar
ye din bhuuk ke taish khaane kaa din hai
Anwar Abbas
Nazm
KHwaja-sara
taish me.n aa kar vo kahtaa hai
nahii.n nahii.n ye jhuuT hai bilkul
Mohammad Owais Malik
Nazm
payam-e-masarrat
bole vo aa ke taish me.n bas jaane diijiye
mat jaa.iye baraat ab aaraam kiijiye
Asrar jamayee
Nazm
azmat-e-adam
tum to KHush-baKHt ho aayaa nahii.n yuu.n taish hame.n
ye to manzuur thaa KHalal-e-aish hame.n
Abdul Majeed Bhatti
Nazm
habil
kin sharaaro.n kii dahak diida-e-qaabiil me.n thii
vo hasad thaa ki havas taish ki nafrat kyaa thaa