SEARCH RESULTS
Showing search results for "taish"
Ghazal MATCHES FOR "taish"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n tez havaa me.n bhii baguule kii tarah thaa
aayaa thaa mujhe taish magar jhuum uThaa mai.n
Abbas Tabish
Ghazal
taish me.n aane lage tum to mirii tanqiid par
is qadar hassaas ho to aa.inaa dekhaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
miraa dushman mujhe lalkaar ke jaa.egaa kahaa.n
KHaak kaa taish huu.n aflaak kii dahshat huu.n mai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
apnii naa-ahlii pe qaatil ko na taish aa jaa.e
ochhe zaKHmo.n ko zaraa us se chhupaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
log jab taish me.n aate the to chhup jaate the
kyaa ajab tund vo haijaan hu.aa karte the
Asim Bakhshi
Ghazal
fasiil-e-sabr me.n rauzan banaanaa chaahtii hai
sipaah-e-taish mire dil ko Dhaanaa chaahtii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
na jal ke KHaak ho jab tak ki misl-e-parvaana
ho taish dil kaa hamaare faro to kyuu.n-kar ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
bhale ho.n taish me.n lahre.n magar kise parvaah
mai.n kuud jaa.uu.n to dariyaa ke paar ho jaa.uu.n
Gautam Rajrishi
Ghazal
kuchh shikve-gile hote kuchh taish sivaa hotaa
qismat me.n na milnaa thaa milte bhii to kyaa hotaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
vo aaj tak hai muhaajir ke naam se badnaam
jo shaKHs taish me.n hindostaan chho.D gayaa
Khwaja Saeeduddin Nawab
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
ye KHat nahii.n ye mire pyaar kii alaamat hai
so is ko taish me.n aa kar jalaa nahii.n denaa
Saurabh Sharma Sadaf
Ghazal
aayaa hai kis ke jaish se boltaa hai jo taish se
maffil-o-bazm-e-aish se duur ho jaa tuu kaun hai
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
Lankesh Gautam
Ghazal
aa.e the bahut taish me.n vo mujh ko Dubone
dekhaa jo miraa azm bha.nvar lauT ga.e hai.n