SEARCH RESULTS
Showing search results for "جڑ"
Ghazal MATCHES FOR "جڑ"
Ghazal
ja.D ukha.Dne se jhukaa.o hai mirii shaaKHo.n me.n
duur se log samar-baar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye jo nang the ye jo naam the mujhe khaa ga.e
ye KHayaal-e-puKHta jo KHaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tum ek baar jo TuuTe to ju.D nahii.n paa.e
hame.n to roz ye zillat uThaanii pa.Dtii hai
Haseeb Soz
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
ho qat.a naKHl-e-ulfat agar phir bhii sabz ho
kyaa ho jo phe.nke ja.D hii se us ko ukhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke