SEARCH RESULTS
Showing search results for "خاک_صحرا"
Ghazal MATCHES FOR "خاک_صحرا"
Ghazal
KHaak sahraa me.n u.Daatii hai ye diivaanii havaa
aur bahaaro.n me.n karegii chaak-daamaanii havaa
Aasi Faiqi
Ghazal
ye sar par saaya-gustar KHaak-e-sahraa
junuu.n be-taaj kii shaahanshahii hai
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
KHaak sahraa kii u.Daate phir rahe ho tum kahaa.n
shahr me.n aavaargii karte ke duniyaa dekhtii
Kashif Syed
Ghazal
ab mujhe pyaas nibhaane kaa hunar aataa hai
KHaak sahraa me.n u.Daa.ii hai javaanii de kar
Varun Gagneja Wahid
Ghazal
ta.ayyun kar to le.n vo samt-e-manzil
'ziyaa' jo KHaak-e-sahraa chhaante hai.n
Syed Muzaffar Aalam Ziya Azeemabadi
Ghazal
kare.nge 'ishq u.Daa.e.nge KHaak sahraa me.n
ki kam-sinii se hame.n ik yahii futuur rahaa
Saa’in Alig
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
raah be-samt hai uftaad hai manzil apnii
KHaak-e-sahraa huu.n u.Daataa hai baguulaa mujh ko
Tauseef Tabassum
Ghazal
KHaak-e-sahraa pe lakiire.n hai.n unhe.n phir dekho
kahii.n ye KHat na ho.n likkhe hu.e diivaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
Akhtar Imam Rizvi
Ghazal
Rafiq Raaz
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHaak-e-sahraa to bahut duur hai ai vahshat-e-dil
kyuu.n na zehno.n pe jamii gard u.Daa dii jaa.e