SEARCH RESULTS
Showing search results for "منافق"
Ghazal MATCHES FOR "منافق"
Ghazal
KHush aa.e tujhe shahr-e-munaafiq kii amiirii
ham logo.n ko sach kahne kii aadat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
dil munaafiq thaa shab-e-hijr me.n soyaa kaisaa
aur jab tujh se milaa TuuT ke royaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ishq ilzaam lagaataa thaa havas par kyaa kyaa
ye munaafiq bhii tire vasl kaa bhuukaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ho jaa.e.n kisii ke jo kabhii yaar munaafiq
samjho ki hu.e hai.n dar-o-diivaar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
dost kyaa ab to munaafiq bhii ko.ii saath nahii.n
suukhe phuulo.n se bhii mahruum ye gul-daan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
zahar lagtaa hai ye aadat ke mutaabiq mujh ko
kuchh munaafiq bhii bataate hai.n munaafiq mujh ko
Anjum Barabankvi
Ghazal
bhaa.ii kii buraa.ii jo kiyaa kartaa hai har dam
har aise munaafiq kii mohabbat nahii.n achchhii
Yaseen Barari
Ghazal
savaal hii na thaa dushman kii fath-yaabii kaa
hamaarii saf me.n munaafiq agar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Ahmad Fareed
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
mansuub charaaGo.n se taraf-daar havaa ke
tum log munaafiq ho munaafiq bhii balaa ke
Komal Joya
Ghazal
Adnan Hamid
Ghazal
ye apne daur ke sab se ba.De munaafiq hai.n
isii liye to zabaano.n se KHuun bahtaa hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
ye munaafiq ruup kab se merii aadat ban gayaa
mere chehre se hai kyuu.n meraa saraapaa ajnabii
Talib Johari
Ghazal
munaafiq kaa yahii tarz-e-'amal pahchaan hai us kii
kabhii is paar ho jaa.e kabhii us paar ho jaa.e