SEARCH RESULTS
Showing search results for "واہموں"
Ghazal MATCHES FOR "واہموں"
Ghazal
naadaan vaahimo.n ke ta.aaqub se baaz aa
ko.ii nahii.n kisii kaa yaqii.n kar mire aziiz
Mehboob Rahi
Ghazal
vaahimo.n kii naa-tamaamii kaa ilaaqa chho.D kar
kuchh parinde haath baa.ndhe sabzagii tak aa ga.e
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
ye kis tarah ke ajab vaahimo.n me.n Daal diyaa
sharaab o shahd kii tasdiiq karne vaalo.n ne
Azlan shah
Ghazal
Shahnaz Muzammil
Ghazal
Premi Romani
Ghazal
mahfilo.n ke darmiyaa.n tanhaa.iyo.n ke darmiyaa.n
zindagii guzregii kab tak vaahimo.n ke darmiyaa.n
Iqbal Haider
Ghazal
zamii.n KHuluus kii miTTii se be-niyaaz rahii
rifaaqato.n kaa shajar vaahimo.n pe paltaa rahaa
Yasmeen Hameed
Ghazal
merii barbaadii kaa zaamin duusraa ko.ii nahii.n
mai.n ki apne vaahimo.n kaa aap zimmedaar thaa
Aqeel Shadab
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye kaun un kii nazar vaahimo.n se bhartaa hai
jo apne baste me.n naama yaqii.n kaa rakhte hai.n
Husain Abid
Ghazal
hai vaahimo.n kaa tamaashaa yahaa.n vahaa.n dekho
hamaare paas mukammal KHudaa kahaa.n dekho