SEARCH RESULTS
Showing search results for "گردوں"
Ghazal MATCHES FOR "گردوں"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
jaur tere bahut achchhe sitam-e-garduu.n se
aur un se tirii aa.nkho.n kii nadaamat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
is qadar kis ke liye ye ja.ng-o-jadal ai garduu.n
na nishaa.n mujh ko diyaa hai na tuu naubat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
garduu.n sharaar-e-barq-e-dil-e-be-qaraar dekh
jin se ye terii taaro.n bharii raat raat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sab chaa.ndnii se KHush hai.n kisii ko KHabar nahii.n
phaahaa hai maahtaab kaa garduu.n ke ghaav par
Ehsan Danish
Ghazal
hai.n zavaal-aamaada ajzaa aafriinash ke tamaam
mahr-e-garduu.n hai charaaG-e-rahguzaar-e-baad yaa.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
nahii.n gar ba-kaam-e-dil-e-KHasta garduu.n
jigar-KHaaii-e-josh-e-hasrat salaamat
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
garduu.n ko bhii ab dekh ke hotii hai tasallii
Gurbat me.n yahii ek shanaasaa nazar aayaa
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
chhaa rahii hai.n ghaTaa.e.n saavan kii
zulf-e-garduu.n bhii aaj barham hai
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
na puuchh vus.at-e-mai-KHaana-e-junuu.n 'Gaalib'
jahaa.n ye kaasa-e-garduu.n hai ek KHaak-andaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
niklii labo.n se aah ki garduu.n nishaana thaa
goyaa ki tiir jo.De hu.e the kamaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
merii duniyaa jagmagaa uTThii kisii ke nuur se
mere garduu.n par miraa maah-e-tamaam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
jahaa.n me.n chaahiye aivaan o qasr shaaho.n ko
ye ek gumbad-e-garduu.n hai bas gadaa ke liye