SEARCH RESULTS
Showing search results for "گھوڑے"
Ghazal MATCHES FOR "گھوڑے"
Ghazal
manzil yahii.n hai aam ke pe.Do.n kii chhaa.nv me.n
ai shahsavaar gho.De se niiche utar ke dekh
Adil Mansuri
Ghazal
neza zamii.n pe gaa.D ke gho.De se kuud jaa
par mai.n zamii.n pe aabla-paa KHaalii haat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
nakel Daalnii hai nafs ke iraado.n par
binaa lagaam ke gho.De thamaa nahii.n karte
Chand Akbarabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Chand Akbarabadi
Ghazal
izzat ye pyaadgii kii kam hai ki gho.De vaale
gho.De se dekhte hii mujh ko utar pa.De hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Sidra Sahar Imran
Ghazal
Moeen Nizami
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
mai.n chiiKHtaa rahaa ki nahii.n KHat ye mere naam
lekin havaa ke gho.De pe thaa naama-bar savaar
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
rakhiye safar me.n sab kii tan-aasaaniyo.n kii KHair
aisaa na ho ki gho.De bidak jaa.e.n ret par
Pallav Mishra
Ghazal
havaa ke gho.De pe rahtaa hai vo savaar mudaam
kisii kaa us ke baraabar faras nahii.n chaltaa
George Puech Shor
Ghazal
ye hukm hai ki ko.ii raah-e-raast par na chale
havaa ke gho.De pe ko.ii savaar niklegaa