SEARCH RESULTS
Showing search results for "चार-सू"
Ghazal MATCHES FOR "चार-सू"
Ghazal
zamii.n kahii.n bhii na thii chaar-suu samundar thaa
kise dikhaate ba.Daa haul-naak manzar thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
ye ik teraa jalva sanam chaar suu hai
nazar jis taraf kiijiye tuu hii tuu hai
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
chaar-suu aalam-e-imkaa.n me.n a.ndheraa dekhaa
tuu jidhar hai usii jaanib ko ujaalaa dekhaa
Auj lakhnavi
Ghazal
tilism-KHaana-e-dil me.n hai chaar-suu raushan
mirii nigaah ke zulmat-kade me.n tuu raushan
Sultan Akhtar
Ghazal
chaar-suu raqs-kunaa.n hasrat-e-mismaar ke saath
umr Dhal jaa.e tirii yaad kii diivaar ke saath
Jaani Lakhnavi
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
chaar-suu shahr me.n maqtal kaa samaa.n hai ab ke
apne saa.e pe bhii qaatil kaa gumaa.n hai ab ke
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
hai phailii chaar-suu ye tiirgii kyaa
jo shama-e-aarzuu thii bujh ga.ii kyaa
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Ghazal
tamaasha ahl-e-mohabbat ye chaar-suu karte
dil-o-dimaaG aur aa.nkhe.n lahuu lahuu karte
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
shajar ye chaar-suu baad-e-KHizaa.n ke maare hu.e
sipaahii jaise nihatte aduu se haare hu.e
Shabab Lalit
Ghazal
chaar-suu phailaa hu.aa kaar-e-jahaa.n rahne diyaa
ruk ga.e ham aur har shai ko ravaa.n rahne diyaa