SEARCH RESULTS
Showing search results for "चूड़ी"
Ghazal MATCHES FOR "चूड़ी"
Ghazal
merii ik shirt me.n kal us ne baTan Taa.nkaa thaa
shahr ke shor me.n chuu.Dii kii khanak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
haatho.n kii chuu.Dii kii zabaan samajh lete ho
phaile hu.e gajre ke dukh se naa-vaaqif ho
Humaira Rahat
Ghazal
kaa.nch kii chuu.Dii le kar mai.n jab tak lauTaa
us ke haatho.n me.n sone kaa ka.ngan thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
bindiyaa, chuu.Dii, gajraa, ka.ngan ek taraf
sab par bhaarii kaajal dhaarii aa.nkho.n me.n
Jeem Jazil
Ghazal
tumhaare haath kii chuu.Dii bhii bain kartii hai
hamaare ho.nT ke taale bhii sog karte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
chunriyo.n me.n chuu.Dii me.n rang kitne bhaate hai.n
ra.ng ke utarne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
jo saaz-e-sitam har taraf baj rahaa hai
vo paa.el hai chuu.Dii hai ka.ngan hai kyaa hai
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Kanupriya
Ghazal
saKHtiyaa.n boltii rahtii thii.n tire lahje me.n
aur miraa dil ye kisii kaa.nch kii chuu.Dii jaisaa
Isma Hadia
Ghazal
TuuTii chuu.Dii ThanDii la.Dkii baaGii umr
sabz badan pathraa.ii aa.nkhe.n niile ho.nT
Ishrat Afreen
Ghazal
jin se sa.nbhal na paataa hai chuu.Dii kaa bojh tak
vo phir rahe hai shahar me.n hunter liye hu.e