SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़लसफ़े"
Ghazal MATCHES FOR "फ़लसफ़े"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
falsafe ishq me.n pesh aa.e savaalo.n kii tarah
ham pareshaa.n hii rahe apne KHayaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Ghazal
falsafe saare kitaabo.n me.n ulajh kar rah ga.e
dars-gaaho.n me.n nisaabo.n kii thakan baaqii rahii
Naseer Ahmad Nasir
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
falsafe ishq ke ab kaun kise samjhaa.e
har taraf us kii tajallii hai to pardaa kyaa hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
ye falsafe lapeT ke tum jeb me.n rakho
mai.n KHuub jaantaa huu.n mohabbat burii hai dost
Khan Janbaz
Ghazal
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
jab ki taqdiir aTal hai to du.aa kyaa ma.anii
zehn is falsafe ko hal nahii.n hone detaa
Rehana Roohi
Ghazal
'fazaa' tum uljhe rahe fikr o falsafe me.n yahaa.n
ba-naam-e-ishq vahaa.n qur.a-e-hunar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jab tum mile to saamne mai-KHaana mil gayaa
aur falsafe hayaat ke sab raa.egaa.n hu.e
Salam Machhli shahri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
ko.ii aane ke liye ko.ii to ho andar bhii
falsafe chho.Diye zanjiir hilaate rahiye
Waseem Farhat Alig
Ghazal
Ashutosh Mishra Azal
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab mas.ala hayaat kaa kuchh hal na ho sakaa
ham 'kaif' falsafe kii kitaabo.n me.n kho ga.e