SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-रहम"
Ghazal MATCHES FOR "बे-रहम"
Ghazal
diyat is qaatil-e-be-rahm se kyaa liijiyegaa
apnii hii aa.nkho.n se ab KHuun bahaa liijiyegaa
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
mujh ko be-rahm tabiibo.n se bachaayaa jaa.e
ab du.aa maa.ngne vaalo.n ko bulaayaa jaa.e
Aisha Ayub
Ghazal
vaqt be-rahm hai maqtal kii zamiino.n jaisaa
aur hamdard hai muKHlis kii du.aa.o.n jaisaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
be-rahm dil kii himaaqato.n ke asiir hai.n
tabhii sar-niguu.n hai.n nadaamato.n ke asiir hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
Shabnam Shakeel
Ghazal
udhar vo be-muravvat bevafaa be-rahm qaatil hai
idhar be-sabr-o-be-taskiin-o-be-taaqat miraa dil hai
Waliullah Muhib
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
jo us be-rahm par apnaa dil-e-KHaana-KHaraab aayaa
ga.e sabr-o-tahammul hosh-o-taaqat iztiraab aayaa
Fazal Husain Sabir
Ghazal
vo hii be-rahm-o-be-vafaa niklaa
jis kii baato.n kaa e.atibaar kiyaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
kuucha-e-qaatil-e-be-rahm jise kahte hai.n
mai.n vahaa.n dau.D ke mushtaaq-e-ajal jaataa huu.n
Hatim Ali Mehr
Ghazal
piirii me.n dil diyaa but-e-be-raham yaar ko
manzil qariib thii ki musaafir bahak gayaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
ishq phir apnii panaaho.n me.n use rakhtaa hai
jis ko be-rahm-o-karam chho.D diyaa jaataa hai
Aarib Hasimi
Ghazal
hai hai tujhe kis zaalim-e-be-rahm ne rau.ndaa
haalat jo tirii sabza-e-turbat nahii.n achchhii
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
hazrat-e-dil ik but-e-be-rahm par maftuu.n hu.e
baiThe-biThlaa.e shaguufa aur ye paidaa kiyaa