SEARCH RESULTS
Showing search results for "वजह-ए-मुश्किलात"
Ghazal MATCHES FOR "वजह-ए-मुश्किलात"
Ghazal
mai.n ne puuchhii jo vaj.h-e-qatl kahaa
Thahro dam le ke ham bataate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
udaas dekh ke vaj.h-e-malaal puuchhegaa
vo mehrbaa.n nahii.n aisaa ki haal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai naaz sang ko ki vahii ik hai vajh-e-zaKHm
shiishe ko aaj us ke muqaabil me.n chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
us se milne pe KHushii kaise chhupaa.ii jaa.e
kyaa bataa.e.nge vo jab vaj.h-e-tarab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vaah-re insaaf itnaa bhii na vaa.n puuchhaa gayaa
ye qusuur-e-husn hai yaa asl me.n taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
us kii kyaa vaj.h mire hote vahaa.n kyuu.n na rahe.n
kyuu.n rahe zulf-e-siyah aap ke ruKHsaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nahii.n be-vaj.h vaa.iz ronii suurat
ye hazrat aaj rindo.n me.n piTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii kii vazaahat kare.n kyaa 'mujiib'
zindagii vajah-e-Gam vajah-e-Gam zindagii
Mujeeb Shehzar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mahruumiyo.n kaa apnii izaala talaash kar
vaj.h-e-shikoh-o-shaan-e-guzishta talaash kar
Betab Kaifi
Ghazal
vaj.h-e-qadr-o-qiimat-e-dil husn kii tanviir hai
varna ik TuuTe hu.e shiishe kii kyaa tauqiir hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
vaj.h-e-be-ra.ngii-e-har-shaam-o-sahar kyaa hogii
mai.n ne shaayad tujhe har rang me.n dekhaa hogaa
Shaz Tamkanat
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki be-raah-ravii bhii ham ko
vaj.h-e-shaa.istagii-e-fikr-o-navaa lagtii hai