SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुर्ख़ियों"
Ghazal MATCHES FOR "सुर्ख़ियों"
Ghazal
jo chaahte ho ki aKHbaar chal pa.De apnaa
to surKHiyo.n ke liye haadse talaash karo
Nafas Ambalvi
Ghazal
ko.ii bhii haadsa-e-jaa.n ho us kaa manzar me.n
uThaa ke dekh lo aKHbaar surKHiyo.n me.n huu.n
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
kitnii shadiid hai ye KHunuk surKHiyo.n kii shaam
sulgaa hai vo sukuut ki taar-e-nazar kaTe
Atta Shad
Ghazal
sitaare Taa.nk rahaa hai jo KHvaab me.n sab ke
vo surKHiyo.n se KHabar kii hii laapata hogaa
Dhruv Gupt
Ghazal
'naqiib' ko thii faqat surKHiyo.n se dilchaspii
jo mudda'aa thaa vo bainassutuur likkhaa thaa
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
Salman Khayal
Ghazal
fursat kahaa.n hai utnii ki tafsiil se pa.Dhe.n
aKHbaarii surKHiyo.n me.n KHabar dekhte chale.n
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
Asif Saqib
Ghazal
tumhe.n bhii lag ga.ii shohrat kii chaashnii shaayad
tumhaaraa naam bahut surKHiyo.n me.n rahtaa hai
Samar Kabir
Ghazal
lahuu kii surKHiyo.n me.n pai-ba-pai hamdam
mahakte hai.n tirii diivaar ke bose
Sarshaar buland Shahri
Ghazal
shah-surKHiyo.n me.n zikr na aaya to ye hu.aa
bastii ke saath kyaa hu.aa ghar bolne lage
Sufiya Deepika Kausar
Ghazal
ubuur kar na sakaa mai.n Guruur dariyaa kaa
hai surKHiyo.n me.n baraabar qusuur dariyaa kaa
Rashid Imkan
Ghazal
kitnaa rangiin fasaana thaa kisii nisbat kaa
jis ke auraaq sabhii surKHiyo.n vaale nikle
Fatima Husaini Makhfi
Ghazal
Rahat Hasan
Ghazal
jab surKHiyo.n pe apnii nigaahe.n Thahar ga.ii.n
haatho.n se apne aaj kaa aKHbaar gir gayaa
Abdul Matin Jami
Ghazal
ye surKHiyo.n me.n siyaahii ke re.ngte Dore
daliil-e-KHauf hai andaaza-e-hiraas hai shaam