SEARCH RESULTS
Showing search results for "हसीना"
Ghazal MATCHES FOR "हसीना"
Ghazal
jab sataane lage be-ra.ngi-e-diivaar-e-jahaa.n
naqsh karne ko.ii tasviir-e-hasiinaa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is KHuub-ruu ko bazm-e-hasiinaa.n me.n dekhiye
kartaa hai aan-baan ba.Dii aan-taan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
bos-o-kanaar-o-vasl-e-hasiinaa.n hai KHuub shaGl
kamtar buzurg ho.nge KHilaaf is KHayaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
kisii hasiina ke boso.n ke qaabil ab na rahe
to in labo.n se hamesha sharaab piine de
Akhtar Shirani
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
ye zindagii to lubhaane lagii hame.n aise
ki jaise ko.ii hasiina libaas utaartii hai
Afzal Khan
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
is qadar jaur-e-hasiinaa.n se rahaa KHauf-zada
huure.n aa.ii.n to mai.n samjhaa ki balaa.e.n aa.ii.n
Josh Malsiani
Ghazal
'mullaa' vahii tum aur vahii kuu-e-hasiinaa.n
jaise kabhii duniyaa me.n na thaa ko.ii javaa.n aur
Anand Narayan Mulla
Ghazal
pukaarne kaa qariina mai.n sochtaa hii rahaa
hasii.n kahuu.n ki hasiina mai.n sochtaa hii rahaa
Mirza Mahmood Sarhadi
Ghazal
ik hasiina kii siyah-zulfo.n pe jhaalaa yuu.n lage
naag kaalaa chhag ke jaise pii gayaa hai barf barf
Masood Hassas
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
mai.n huu.n kone me.n pa.Daa TuuTaa hu.aa kangan aur
zindagii ek hasiina kii kalaa.ii bhaa.ii
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
kisii aur hasiina pe aayaa hai dil kyaa
jo pahlii sii tujh ko mohabbat nahii.n hai
Shamsa Najm
Ghazal
hai bevafaa ba.Dii zaalim hasiina maah-jabii.n
kabhii to us kaa bharosa be-iKHtiyaar karo