SEARCH RESULTS
Showing search results for "adab saaz shumara number 004 005 sitara bano magazines"
Ghazal MATCHES FOR "adab saaz shumara number 004 005 sitara bano magazines"
Ghazal
ye nahii.n hai ki tujhe mai.n ne pukaaraa kam hai
mere naalo.n ko havaa.o.n kaa sahaaraa kam hai
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
zamiin dii hai to tho.Daa saa aasmaan bhii de
mire KHudaa mire hone kaa kuchh gumaan bhii de
Nida Fazli
Ghazal
roz-o-shab kii ko.ii suurat to banaa kar rakhkhuu.n
kisii lahje kisii aahaT ko sajaa kar rakhkhuu.n
Ada Jafarey
Ghazal
zaraa sii der thii bas ik diyaa jalaanaa thaa
aur is ke baa'd faqat aa.ndhiyo.n ko aanaa thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
Abdul Hamid
Ghazal
yaar ko ham ne jaa-ba-jaa dekhaa
kahii.n zaahir kahii.n chhupaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
kisii pe karnaa nahii.n e'tibaar merii tarah
luTaa ke baiThoge sabr o qaraar merii tarah
Fareed Parbati
Ghazal
sach hai ki vo buraa thaa har ik se la.Daa kiyaa
lekin use zaliil kiyaa ye buraa kiyaa
Mohammad Alvi
Ghazal
shahaab-chehra ko.ii gum-shuda sitaara ko.ii
hu.aa tuluu.a ufuq par mire dobaara ko.ii
Irfan Siddiqi
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
zanjiir kaT ke kyaa girii aadhe safar ke biich
mai.n sar paka.D ke baiTh gayaa rahguzar ke biich
Shahid Zaki
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ab ahl-e-dard ye jiine kaa ehtimaam kare.n
use bhulaa ke Gam-e-zindagii kaa naam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jab bayaa.n karoge tum ham bayaa.n me.n nikle.nge
ham hii daastaa.n ban kar daastaa.n me.n nikle.nge