SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-qafas"
Ghazal MATCHES FOR "baab-e-qafas"
Ghazal
aayaa nahii.n yaqiin bahut der tak hame.n
apne hii ghar kaa dar hai ye baab-e-qafas nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
par kaaT ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
aisaa bhii nahii.n hai ki rihaa.ii nahii.n detaa
Farrukh Adeel
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
vaa baab-e-qafas aur huu.n mai.n baab-e-qafas par
jaise ki u.Daa lii par-e-parvaaz kisii ne
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
aap khul jaa.egaa ye baab-e-qafas ai ham-nashii.n
dil me.n paidaa jur.at-e-parvaaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
Gulzar Bukhari
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kuchh soch ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
kal tak thii giraa.n jis pe mirii jumbish-e-par bhii
Khadim Razmi
Ghazal
aa.e hai.n din bahaar ke sayyaad kah rahaa
taa.ir qafas me.n baaG ke ghabraa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
ek sannaaTaa saa aalam me.n thaa lekin mai.n ne
fat.h baab-e-asar-e-naala-o-faryaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n