SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-qafas"
Nazm MATCHES FOR "baab-e-qafas"
Nazm
nazrana
tum pareshaan na ho, baab-e-karam vaa na karo
aur kuchh der pukaaruu.ngaa chalaa jaa.uu.ngaa
Kaifi Azmi
Nazm
baghi
ishrat-aabaad imaarat kaa makaa.n to.Duu.ngaa
to.D Daaluu.ngaa mai.n zanjiir-e-asiiraan-e-qafas
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
august-1952
ahl-e-qafas kii sub.h-e-chaman me.n khulegii aa.nkh
baad-e-sabaa se va.ada-o-paimaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
wo chup rahne ko kahte hain jo hum fariyaad karte hain
asiiraan-e-qafas se kaash ye sayyaad kah detaa
raho aazaad ho kar ham tumhe.n aazaad karte hai.n
Ram Parshad Bismil
Nazm
numaish-e-aligarh
ko.ii chhiin le jaise pa.Dhte me.n novel
ham is tarah baab-e-muzammil se nikle
Shakeel Badayuni
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
ai dil-e-be-KHabar kam-nazar mo'tabar
tuu ki muddat se hai zer-e-baar-e-safar
Amjad Islam Amjad
Nazm
ek alamat
daastaa.n hogii to manTo kaa qalam likkhegaa
ziist qaanuun o faraamiin-e-qafas ke aage
Mustafa Zaidi
Nazm
ramaen ka ek sin
aur aap ko to kuchh bhii nahii ranj kaa maqaam
ba.ad-e-safar vatan me.n ham aa.e.nge shaad-kaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bu-ali andar-ghubar-e-naqa gum
kyaa karuu.n mai.n
band kar duu.n apnaa baab-e-lafz-o-ma.anii
Satyapal Anand
Nazm
raat abhi aadhi guzri hai
mu.arraKHiin-e-baab-e-mashriq
na.ii kitaabe.n khol rahe hai.n
Ain Tabish
Nazm
nadamat
vaqt ke baab-e-nadaamat me.n nihaa.n tahriire.n
un ko pa.Dh lete to shaayad na yuu.n hairaa.n hote