SEARCH RESULTS
Showing search results for "baajii"
Ghazal MATCHES FOR "baajii"
Ghazal
phir saavan rut kii pavan chalii tum yaad aa.e
phir patto.n kii paazeb bajii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
rishte-naate kho ga.e sab gaa.nv kaa ghar kho gayaa
rail kii siiTii bajii aur saaraa manzar kho gayaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
ab jaane duulhaa-bhaa.ii me.n kyaa kii.De pa.D ga.e
jaane ko man.a karte hai.n baajii ke ghar mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
abhii school kii ghanTii nahii.n bajii 'baabar'
mai.n jhuk ke baa.ndh rahaa huu.n matiin ke tasme
Idris Babar
Ghazal
apno.n se kuchh umiid bharosaa na yaar kaa
baajii jo aasraa hai to parvardigaar kaa
Shaida Allahabadi
Ghazal
bajii taal jab bhii tirii dha.Dkano.n kii
vo lafzo.n ke andar fasaane se guzrii
Syed Saddam Gilani Murad
Ghazal
bansaariyo.n me.n bansarii baajii ghaTaa.o.n kii
af.ii havaa me.n khil uThe khol apnii chhatriyaa.n
Arsalan Rathor
Ghazal
kis din na uThaa dil se mire shor-e-parastish
kis raat yahaa.n ka.abe me.n naaquus na baajii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Shaida Allahabadi
Ghazal
jab KHatm tamaasha hu.aa taalii to bajii KHuub
lekin na ko.ii markazii kirdaar ko samjhaa
Parveen Sultana Saba
Ghazal
kasbiyo.n kii sii nahii.n vaz.a to hai hai baajii
arii paajaama kii ye goT me.n lachkaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
haal duniyaa me.n hu.aa rahm ke qaabil apnaa
na KHasam apnaa hai baajii na mu.aa dil apnaa