SEARCH RESULTS
Showing search results for "bagdaad"
Ghazal MATCHES FOR "bagdaad"
Ghazal
baGdaad dillii masco london ke darmiyaa.n
baaruud bhii bichhaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
daastaano.n ke sabhii kirdaar kam hone lage
aaj kaaGaz chuntii phirtii hai parii baGdaad kii
Rahat Indori
Ghazal
kare.nge ahl-e-nazar taaza bastiyaa.n aabaad
mirii nigaah nahii.n suu-e-kuufa-o-baGdaad
Allama Iqbal
Ghazal
ta.amiir yuu.n hu.e the ki hairaan the mahal
uj.De bhii yuu.n ki suurat-e-baGdaad ho ga.e
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
thaam le dast-e-subuu aa.e jo chalne me.n lachak
KHat-e-baGdaad ho muu-e-kamar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
na.iim basra-o-baGdaad haarne ke ba.ad
miraa vajuud bhii shaayad nahii.n rahaa meraa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
vo filistiin ho baGdaad yaa bastii ko.ii
raazdaa.n sab kaa yahaa.n aab-e-KHizar hotaa hai
Shahid Anwar
Ghazal
hai tirii jeb par aaj aa.nkh nasheman ke evaz
baaGbaa.n ye to ko.ii chor hai sayyaad nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hamesha KHuun-e-shahiidaa.n ke rang se aabaad
ye karbalaa-e-muallaa ye basra o baGdaad
Waheed Quraishi
Ghazal
Maratib Akhtar
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
'umr bhar basra-o-baGdaad basaate rahe log
aur dekhaa to vahii dasht gharo.n se aage