SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaaz"
Ghazal MATCHES FOR "bayaaz"
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
bayaaz bhar bhii ga.ii aur phir bhii saada hai
tumhaare naam ko likkhaa bhii aur miTaayaa bhii
Aanis Moin
Ghazal
jo mere ho.nTo.n pe aa.e to gungunaa.uu.n use
vo sher ban ke bayaaz-e-nazar me.n rahtaa hai
Bismil Sabri
Ghazal
bayaaz-e-dil par Gazal kii suurat raqam kiye hai.n
tire karam bhii tire sitam bhii hisaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
us ne aa.nchal se nikaalii mirii gum-gashta bayaaz
aur chupke se mohabbat kaa varaq mo.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
kahii.n kahii.n ko.ii laala kahii.n kahii.n ko.ii daaG
mirii bayaaz kii suurat hai merii fard-e-amal
Ahmad Faraz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
Bedil Haidri
Ghazal
shahr-dar-shahr phirii merii gunaaho.n kii bayaaz
baa'z nazro.n pe miraa soz-e-hakiimaana khulaa