SEARCH RESULTS
Showing search results for "bayaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bayaaz"
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bayaaz"
Ghazal
jo mere ho.nTo.n pe aa.e to gungunaa.uu.n use
vo sher ban ke bayaaz-e-nazar me.n rahtaa hai
Bismil Sabri
Ghazal
bayaaz-e-dil par Gazal kii suurat raqam kiye hai.n
tire karam bhii tire sitam bhii hisaab saare
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
haa.n merii bayaaz-e-sher me.n bhii
barbaadi-e-dil ke marsiye hai.n
Ahmad Faraz
Sher
Saleem Ahmed
Ghazal
us ne aa.nchal se nikaalii mirii gum-gashta bayaaz
aur chupke se mohabbat kaa varaq mo.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
kahii.n kahii.n ko.ii laala kahii.n kahii.n ko.ii daaG
mirii bayaaz kii suurat hai merii fard-e-amal
Ahmad Faraz
Nazm
autograph
bayaaz-e-aarzuu ba-kaf
nazar nazar me.n naa-rasaa parstisho.n kii daastaa.n