SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "be-yaar"
Ghazal
be-yaar shahr dil kaa viiraan ho rahaa hai
dikhlaa.ii de jahaa.n tak maidaan ho rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahle be-yaar-o-madadgaar kiyaa jaataa hai
phir hame.n haashiya-bardaar kiyaa jaataa hai
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
ham hai.n vo bekas-o-be-yaar ki baiThe baiThe
apnaa dukh-dard kahaa karte hai.n diivaaro.n se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Manzoor Arif
Ghazal
allaah sitam kaisaa be-dard zamaane kaa
be-yaar sutuuno.n ko sab Dhaane chale aa.e
Tashna Azmi
Ghazal
yahii hogaa kyaa hogaa 'miir' hii na ho.nge
jo tuu hogaa be-yaar Gam-KHvaar hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyaa hai be-yaar khaTakte ho mirii aa.nkho.n me.n
ai gulo baaG me.n tum KHaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
be-yaar baam par jo vahshat me.n cha.Dh gayaa huu.n
parnaale rote rote mai.n ne bahaa diye hai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sun pa.De rahte hai.n be-yaar a.ndhere me.n ham
hai.n shab-e-gor ke maanind hamaarii raate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
maanaa ki mohabbat ke hai.n dushvaar taqaaze
be-yaar ke jiinaa bhii to ik dard-sarii hai
Jaleel Qidwai
Ghazal
be-yaar ye baadal hai.n dil shaam kii faujo.n ke
bauchhaar hai tiiro.n kii baaraa.n kise kahte hai.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
be-yaar jab lage mujhe zindaa.n se ghar batar
barbaad kyuu.nki ishq me.n phir KHaandaa.n na duu.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
aish-o-ishrat hii me.n kuchh hai zindagii
marg hai be-yaar o be-mai zindagii
Joshish Azimabadi
Ghazal
ai falak chho.D de be-yaar-o-madadgaar hame.n
dam ghuTaa jaataa hai ab terii nigahbaanii se