SEARCH RESULTS
Showing search results for "daarad"
Ghazal MATCHES FOR "daarad"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
samajh na paayaa ki to.D detaa yaa saath rakhtaa
ki is ta'alluq me.n aa ga.ii thii daraa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
Ahmad Kamran
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
chaTaan jaisaa ta'alluq bhii TuuT jaataa hai
zaraa sii darz ko gahrii daraa.D karte hu.e
Hamida Shaheen
Ghazal
magar daraa.D na aane dii mai.n ne rishte me.n
bhare hai.n logo.n ne vaise to mere kaan bahut
Aatish Raza
Ghazal
Adeel Shakir
Ghazal
ghar me.n daraa.D Daalte rishto.n kii KHair ho
is aastii.n me.n aa base saa.npo.n kii KHair ho
Anamta Ali
Ghazal
miTTii me.n mil ga.ii hai tamannaa milaap kii
kuchh aur gir pa.De hai.n kinaare daraa.D ke
Mansoor Aafaque
Ghazal
har ik daraa.D badan kii numaayaa.n ho ga.ii hai
kahaanii dard kii diivaar par likhii hu.ii hai
Zubair Qaisar
Ghazal
mai.n KHush huu.n kamre me.n pahlii daraa.D aane se
chalo mai.n apne mazaafaat me.n dikhaa.ii diyaa
Ahmad Kamran
Ghazal
daraa.D ba.Dhtii hai ba.Dh jaa.e bad-gumaanii kii
iraada meraa bhii un se na baat karne kaa
Dinesh Kumar
Ghazal
pa.D ga.ii daraa.D sii kyaa daruun-e-dil kahii.n
aa ga.ii shikastagii kyuu.n mire vajuud me.n
Tahir Adeem
Ghazal
ab KHaak ho na jaa.e.n tamannaa.e.n vasl kii
jismo.n ke darmiyaa.n nahii.n itnii daraa.D kar
Muhammad Shakeel Akhtar
Ghazal
tujh teG abruvaa.n ke muqaabil hu.ii thii aaj
dil chaak ho rahaa hai hamaaraa daraa.D chashm