SEARCH RESULTS
Showing search results for "deewan e meer urdu devnagri meer taqi meer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "deewan e meer urdu devnagri meer taqi meer ebooks"
Ghazal
harf-e-saada varaq-e-nam suKHan-e-KHud-rafta
dil hai yaa miir-taqii-'miir' kaa diivaa.n jaise
Syed Amin Ashraf
Ghazal
hai haal jaa.e giryaa-e-jaa.n par aarzuu kaa
ro.e na ham kabhuu Tak daaman paka.D kaso kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
paiGaam Gam-e-jigar kaa gulzaar tak na pahu.nchaa
naala miraa chaman kii diivaar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai.n baa'd mire marg ke aasaar se ab tak
suukhaa nahii.n lohuu dar-o-diivaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
dekhegaa jo tujh ro ko so hairaan rahegaa
vaabasta tire muu kaa pareshaan rahegaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jin ke liye apne to yuu.n jaan nikalte hai.n
is raah me.n ve jaise anjaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nikle hai chashma jo ko.ii josh-e-zanaa.n paanii kaa
yaad-dah hai vo kaso chashm kii giryaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaa
ai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aariz kii taab saaya-e-gesuu Gazal me.n hai
ya.anii ki dhuup chhaa.nv kaa jaaduu Gazal me.n hai
Badr Mohammadi
Ghazal
teraa ruKH-e-muKHattat qur.aan hai hamaaraa
bosa bhii le.n to kyaa hai iimaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Tuk dar tak apne aa mire naaseh kaa haal dekh
mai.n to divaanaa thaa pe siyaane ne kyaa kiyaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jaane.n musaafiraan-e-rah-e-aarzuu hame.n
hai.n sa.ng-e-miil raah kii diivaar ham nahii.n
Naqsh Layalpuri
Ghazal
mai.n sho.ala-e-iz.haar huu.n kotaah huu.n qad tak
vus.at mirii dekho to hai diivaar-e-abad tak