SEARCH RESULTS
Showing search results for "falsafa e hai ibn e yaqzan zafar ahmad siddqui ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "falsafa e hai ibn e yaqzan zafar ahmad siddqui ebooks"
Ghazal
Duub kar KHuun me.n kis rang se paikaa.n niklaa
dil-e-iizaa-talab ab to tiraa armaa.n niklaa
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
ba-zaahir anjuman-aaraa.iyaa.n hai.n
vahii Gam hai vahii tanhaa.iyaa.n hai.n
Zameer Ahmad Zameer
Ghazal
hai dam apnaa apnaa adam apnaa apnaa
yahaa.n har kisii ko hai hai Gam apnaa apnaa
Farooq Ahmad Batt
Ghazal
sharaab-KHaana tiraa aisaa intiKHaab nahii.n hai
KHavaas piite hai.n sab ke liye sharaab nahii.n hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
zaKHm kyo.n dil pe lagaate ho jo bharne ke nahii.n
miT ga.e naqsh vafaa ke to ubharne ke nahii.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
tere binaa ye laala-o-baaG-o-bahaar kyaa
duniyaa-e-aab-o-gil me.n kare KHaaksaar kyaa
Arsalan Ahmed Akif
Ghazal
pahle mere paa.nv me.n zanjiir-e-isyaa.n dekhiye
phir tamaashaa-e-tilism-e-bazm-e-imkaa.n dekhiye
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
ta.ng aa jaate hai.n dariyaa jo kuhistaano.n me.n
saa.ns lene ko nikal jaate hai.n maidaano.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tuu mutma.in hai to aaKHir ye haal kaisaa hai
zabaan chup hai nazar me.n savaal kaisaa hai
Zafar Siddiqui
Ghazal
ye kufr ham ne kiyaa umr-bhar KHudaa jaane
KHudaa kii zaat ko insaa.n se maavaraa jaane
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
ek hii naGma kabhii soz kabhii saaz me.n hai
aisaa e.ajaaz faqat vaqt kii aavaaz me.n hai
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
jo ba-zaahir sahar-aasaar nazar aate hai.n
vo bhii andar se shab-e-taar nazar aate hai.n
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
sharaab-e-husn se kuchh aise ham hu.e maKHmuur
ki hosh tak na thaa baaqii kahaa.n kaa husn-e-shu.uur