SEARCH RESULTS
Showing search results for "haal-e-shab-e-tanhaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "haal-e-shab-e-tanhaa.ii"
Ghazal
puuchhte kyaa ho jo haal-e-shab-e-tanhaa.ii thaa
ruKHsat-e-sabr thii yaa tark-e-shakebaa.ii thaa
Shibli Nomani
Ghazal
be-KHud aisaa kiyaa KHauf-e-shab-e-tanhaa.ii ne
subah se sham.a jalaa dii tire saudaa.ii ne
Manzar Lakhnavi
Ghazal
mai.n ne aisaa ko.ii hamdard na dekhaa na sunaa
sub.h ko mujh se vo haal-e-shab-e-Gam puuchhte hai.n
Nooh Narvi
Ghazal
dhokaa tirii aamad kaa dha.Dkan pe har ik dil kii
kyaa tum ko sunaa.uu.n me.n haal-e-shab-e-tanhaa.ii
Wafa Niyazi
Ghazal
naam badnaam hai naahaq shab-e-tanhaa.ii kaa
vo bhii ik ruKH hai tirii anjuman-aaraa.ii kaa
Fani Badayuni
Ghazal
aafat shab-e-tanhaa.ii kii Tal jaa.e to achchhaa
ghabraa ke jo dam aaj nikal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
aaj kuchh yuu.n shab-e-tanhaa.ii kaa afsaana chale
raushnii sham.a se dil dard se begaana chale
Anwar Moazzam
Ghazal
yaado.n kaa jaziira shab-e-tanhaa.ii me.n
masruuf hai yaado.n kii paziiraa.ii me.n
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Ghazal
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhii thii
merii tarah kisii se mohabbat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
fasaana-haa-e-shab-e-Gam hai daastaa.n merii
ga.ii na aah kabhii suu-e-aasmaa.n merii
Aftab Ranjha
Ghazal
dil dha.Dakne kii bhii aavaaz hai saakit 'maahir'
ab nahii.n ko.ii shariik-e-shab-e-Gam so jaa.o
Mahir Al-Hameedi
Ghazal
tilism-zaar-e-shab-e-maah me.n guzar jaa.e
ab itnii raat ga.e kaun apne ghar jaa.e
Aitbar Sajid
Ghazal
KHvaab-e-shab-e-pur-kaif kii ta.abiir to degaa
kuchh aur nahii.n apnii vo tasviir to degaa
Hasan Rahber
Ghazal
'shaan' ab ham ko to aksar shab-e-tanhaa.ii me.n
nii.nd aatii nahii.n aur KHvaab nazar aate hai.n