SEARCH RESULTS
Showing search results for "imtihaan-e-tabaa"
Ghazal MATCHES FOR "imtihaan-e-tabaa"
Ghazal
jo imtihaan-e-tab.a kare apnaa ai 'zafar'
to kah do us ko taur pe tuu is Gazal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Naseem Bharat Puri
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
tab.a mauzuu.n me.n agar zor-e-bayaa.n bhii hotaa
ham bhii auro.n kii tarah sho.ala-ba-daamaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
taa-ba-kai shaukat-e-ajdaad pe ye naaz-o-Guruur
KHvaab-e-Gaflat se uTho vaqt ke tevar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kuchh bhii to apne paas nahii.n juz-mataa-e-dil
kyaa is se ba.Dh ke aur bhii ko.ii hai imtihaa.n
Ibn-e-Safi
Ghazal
chalte hai.n kuu-e-yaar me.n hai vaqt-e-imtihaa.n
himmat na haarnaa dil-e-biimaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
manzil-e-hairat me.n laayaa imtihaan-e-taab-e-diid
dekhiye le jaa.egii ab dil kii hairaanii kahaa.n
Mani Jayasi
Ghazal
jaur-e-garduu.n se jo marne kii bhii fursat mil jaa.e
imtihaan-e-dam-e-jaa.n-parvar-e-iisii kar luu.n
Shibli Nomani
Ghazal
ko.ii dekhe ye miraa aalam-e-jaulaanii-e-tab.a
jis tarah aab-e-ravaa.n aap ravaanii maa.nge
Mukhtar Shameem
Ghazal
manzuur imtihaan-e-dil-e-ishq-baaz hai
ab apne vaaste bhii to sabr-aazmaa hai.n ham
Safi Aurangabadi
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
phir ehtimaam-e-taale.a-e-naa-saazgaar hai
phir imtihaan-e-gardish-e-lail-o-nahaar hai