SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohar"
Ghazal MATCHES FOR "kohar"
Ghazal
ek harf-e-raaz dil par aa.ina hotaa hu.aa
ik kohar chhaa.ii hu.ii manzar-ba-manzar aur mai.n
Zeb Ghauri
Ghazal
dabiiz kohar hai yaa narm dhuup kii chaadar
KHabar nahii.n tire baad ai Gubaar-e-shab kyaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
jaada bunat banaa mirii vahshat ke faiz se
goTe ke go kohar hu.e chhaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hamaarii aa.nkh ko ab tak samajh nahii.n aa.ii
ki pahle ashk yaa pahle kohar banaanaa thaa
Babar Ali Asad
Ghazal
dil kii is kohar-zada yaas bharii bastii me.n
tujh se hii maa.ng ke laanii hai tire shahr kii raat
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
kohar kii rehl pe aur dhu.nd ke juzdaan me.n vo
ik sahiifa hai ki jis par ko.ii eraab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
kohar me.n gum-sum samaa.ato tum gavaah rahnaa
mai.n ek diivaar-e-girya har raat chun rahaa huu.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
sard paanii kii zabaa.n chaaTtii rahtii hai mujhe
kohar me.n Duubaa hu.aa ko.ii jaziira huu.n mai.n
Abdullah Kamal
Ghazal
tamaam raat usii kohar ke jaziire par
ulajh ulajh ke shu.aa.o.n ke haath niile hu.e
Sajjad Babar
Ghazal
na ziist kii ko.ii halchal na maut hii kii fuGaa.n
hai kohar kohar saa ik shahr-e-be-haras mujh me.n
Abdullah Kamal
Ghazal
hasrat hai ki dekhuu.n mai.n ubhartaa hu.aa suuraj
kis kohar me.n Duube hai.n dar-o-baam sahar ke
Saleem Shahid
Ghazal
KHushbuu-e-mahbuus ko aazaad karne ke liye
laakh ho sa.ngii.n hisaar-e-kohar dar aatii hai dhuup
Adeeb Khalwat
Ghazal
ye kohar kohar se chehre dhu.aa.n dhu.aa.n aavaaz
tumhaare shahr me.n shaayad abhii nayaa huu.n mai.n
Abdullah Kamal
Ghazal
'shaahid' hai.n abhii kohar ke baadal jo kabhii the
aur barf kii siine pe abhii sil bhii vahii hai
Saleem Shahid
Ghazal
dil ke gumaan saa ki du.aa ke yaqiin saa
ehsaas ke lihaaf saa laa.ii kohar kii dhuup