SEARCH RESULTS
Showing search results for "mard-e-musalmaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "mard-e-musalmaa.n"
Ghazal
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
hai but-kade me.n bhii use iimaan kaa KHayaal
kyuu.n e'tibaar-e-mard-e-musalmaa.n na kiijiye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
justujuu ke liye niklegaa jo KHvaahaa.n un kaa
ghar bataa degaa ko.ii mard-e-musalmaa.n un kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
insaan ke ausaaf-e-hamiida ko na maane
ik mard-e-musalmaan kii ye shaan nahii.n hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
be-bas itne hu.e kyuu.n ishq-e-butaa.n me.n 'zaakir'
kufr bakne lage ik mard-e-musalmaa.n ho kar
Abdul Hakim Zakira
Ghazal
din ko roza 'iid shab ko hai 'ajab shaGl-e-'riyaaz'
raat-bhar piitaa hai ye mard-e-musalmaa.n aaj-kal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
kiyaa kaafir ne kaafir 'mehr' se mard-e-musalmaa.n ko
jane.uu rishta-e-tasbiih daaG-e-sajda Tiika hai
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kal mujhe qatl kar us dushman-e-dii.n kaafir ne
bolaa logo.n se ye thaa mard-e-musalmaan aziiz
Mohammad Yar Khaksar
Ghazal
ab nazar aate ho masjid me.n jabaab-e-'mehdii'
sheb me.n tum ko mubaarak ho musalmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
in buto.n ne mujh ko be-KHud kis qadar dhoke diye
siidhaa-saada jaan kar mard-e-musalmaa.n dekh kar
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
kiyaa kaafir ne kaafir 'mehr' se mard-e-musalmaa.n ko
janev rishta-e-tasbiih daaG-e-sajda Tiikaa hai
Hatim Ali Mehr
Ghazal
marja.a-e-gabr-o-musalmaa.n hai vo but naam-e-KHudaa
bhejte hai.n use hinduu o musalmaa.n kaaGaz
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Dhuu.nDte phirte ho ab TuuTe hu.e dil me.n panaah
dard se KHaalii dil-e-gabr-o-musalmaa.n dekh kar