SEARCH RESULTS
Showing search results for "mariiz-e-ishq"
Ghazal MATCHES FOR "mariiz-e-ishq"
Ghazal
Mahboob Mashshar
Ghazal
ab mariiz-e-ishq ko kaisaa Thikaana chaahiye
aatish-e-dil ko havaa par aashiyaana chaahiye
Chitra Bhardwaj suman
Ghazal
mariiz-e-ishq kaa bahut ajiib haal ho gayaa
ajiib haal ho gayaa to phir visaal ho gayaa
Tasneem Abidi
Ghazal
lo ham mariiz-e-'ishq ke biimaar-daar hai.n
achchhaa agar na ho to masiihaa kaa kyaa ‘ilaaj
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n huu.n mariiz-e-ishq davaa.ii na de mujhe
is Gam kii lazzato.n se rihaa.ii na de mujhe
Taqi Kukravi
Ghazal
marnaa mariiz-e-ishq ke haq me.n shifaa hu.aa
achchhaa hu.aa najaat milii kyaa buraa hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
mariiz-e-ishq ko hai dard-e-dil davaa ke liye
rahii Gizaa so hai KHuun-e-jigar Gizaa ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mariiz-e-ishq ne kyaa kah diyaa ye
pareshaa.n itnaa chaara-saaz kyo.n hai
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
mariiz-e-'ishq ko jo khe.nch laa.e marghaT se
mire KHudaa ko.ii aisii umiid chaahtaa huu.n
Mudassir Husain Mudassir
Ghazal
huu.n mariiz-e-ishq mujh ko chain kuchh aataa nahii.n
be-asar hai har davaa.ii aap ke jaane ke ba.ad
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
abas hai vaada-e-fardaa tumhaaraa
mariiz-e-ishq kii hai aaKHirii raat
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
ham hai.n mariiz-e-ishq hame.n yaar chaahiye
achchhe na ho sake.nge tabiibo davaa se ham
Mahwar Sirsivi
Ghazal
mariiz-e-ishq kii haalat kabhii na sa.nbhlegii
mujhe to chho.D de ai chaara-gar muqaddar par
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
mai.n sochtaa huu.n bhalaa mere jasd-e-KHaakii se
ai 'ashk' kyaa mire taar-e-nafas kaa rishta thaa
Raza Ashk
Ghazal
mariiz-e-ishq abhii bekalii me.n hai lekin
buKHaar ek din us kaa utar hii jaa.egaa