SEARCH RESULTS
Showing search results for "salma"
Ghazal MATCHES FOR "salma"
Ghazal
zindagii ban ke mire dil me.n samaa jaa salmaa
maut ik parda hai ye parda uThaa de aa kar
Akhtar Shirani
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
kalii kalii me.n samaa.ii hai nik.hat-e-salmaa
shamiim-e-huur hai ye buu-e-nau-bahaar nahii.n
Akhtar Shirani
Ghazal
Salma Hijab
Ghazal
shahr-e-salmaa hai sar-e-raah ghaTaa.e.n hamraah
saaqiyaa aaj to daur-e-mai-o-paimaana chale
Akhtar Shirani
Ghazal
ai mirii jaan-e-Gazal shahr-e-vafaa-o-shauq me.n
merii azraa aur salmaa merii nuuraa aap hai.n
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
puuchhte manzil-e-salmaa kii KHabar ham jis se
vaadii-e-najd me.n aisaa ko.ii insaa.n na milaa
Akhtar Shirani
Ghazal
Salma shaheen
Ghazal
thii ye ummiid ki vo lauT ke ghar aa.egaa
kyaa KHabar thii ki ba-andaaz-e-digar aa.egaa
Salma shaheen
Ghazal
mas.ala husn-e-taKHyyul kaa hai na ilhaam kaa hai
ye fasaana zaraa mushkil dil-e-naakaam kaa hai
Salma shaheen
Ghazal
gar shab-e-Gam ko sahar chaaho banaanaa 'aasii'
kisii salmaa se ziyaa-e-ruKH-e-zebaa maa.ngo
Aasi Ramnagri
Ghazal
ta.ng kar detii hai hasrat aarzuu.o.n kaa hisaar
is hisaar-e-aarzuu me.n phir samaa jaataa hai kaun
Salma Hijab
Ghazal
use bhulaa na sakii naqsh itne gahre the
KHayaal-o-KHvaab pe mere hazaar pahre the
Salma shaheen
Ghazal
zehan aur dil me.n jo rahtii hai chubhan khul jaa.e
aa.e kaaGaz pe to salmaa-e-suKHan khul jaa.e