SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunle bhaila ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "sunle bhaila ebooks"
Ghazal
chaahat kii bhalaa kaun sune raam-kahaanii
is shahr ke sab log hai.n bahre use kahnaa
Riyaz Shahid
Ghazal
kyaa jaaniye us naam me.n kyaa bhed bharaa thaa
sunte hii jise raat ko.ii chau.nk pa.Daa thaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
suune panghaT kaa ko.ii dard-bharaa giit the ham
shahr ke shor me.n kyaa tujh ko sunaa.ii dete
Munawwar Rana
Ghazal
jo sune to daad mumkin hai magar bhalaa sune kyuu.n
merii bebasii ke shikve tiraa husn-e-laa-javaabii
Suha Mujaddadi
Ghazal
Suhail Kakorvi
Ghazal
u.Dte hai.n hosh ko.ii bhalaa kis tarah sune
afsaana tere vahshii-e-az-KHud-ramiida kaa
Naseem Dehlvi
Ghazal
kabhii kabhii kaa ho qissa to ko.ii dukh bhii sune
uThaa.e bojh bhalaa kaun zindagii bhar kaa
Anwar Anjum
Ghazal
Mustafa Adeeb
Ghazal
ho bhalaa kyuu.nkar ayaa.n merii haqiiqat aap par
aap aksar Gair se sunte hai.n afsaana miraa
Raghunath Sahai
Ghazal
kyuu.n mujh ko sunaa.e na bhalaa qissa-e-jannat
vaa.iz ne tire mehr-o-vafaa ko nahii.n dekhaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
hame.n na sudh hai na ham dastake.n hii sunte hai.n
tuu apne dil se hame.n kyaa bhalaa nikaalegii
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
kaun aataa hai bhalaa baat hamaarii sun.ne
dukh kisii se bhii hamaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Javed Qamer
Ghazal
aashiyaa.n ban.ne se jalne tak kii baat
kahne sun.ne kii bhalaa kab jaa.e hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
jo bhale hai.n vo buro.n ko bhii bhalaa kahte hai.n
na buraa sunte hai.n achchhe na buraa kahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ibrahim Ashk
Ghazal
in sitaaro.n se bhalaa kaun sune chang-o-rabaab
zaKHma-e-baKHt zamii.n-zaad me.n rakkhaa hu.aa hai