SEARCH RESULTS
Showing search results for "talKHi-e-zahr-e-Gam"
Ghazal MATCHES FOR "talKHi-e-zahr-e-Gam"
Ghazal
Asar Sahbai
Ghazal
talKHii-e-zahr abhii shaamil-e-jaa.n rahne de
mujh pe jo guzrii hai kuchh us kaa nishaa.n rahne de
Javed Shaheen
Ghazal
piyaa jo zahr-e-Gam-e-ziist a.ngbii.n kii tarah
nikhar gayaa huu.n kisii ruu-e-aasmaa.n kii tarah
Khawar Rizvi
Ghazal
zahr-e-Gam KHuub piyaa ham ne sharaabo.n se bache
jhel kar kitne azaabo.n ko azaabo.n se bache
Shakeel Gwaliari
Ghazal
zahr-e-Gam dil me.n samone bhii nahii.n detaa hai
karb-e-ehsaas ko khone bhii nahii.n detaa hai
Zafar Anwar
Ghazal
mai.n to zahr-e-Gam bhii pii kar jii liyaa
dahr me.n suqraat kaa charchaa hu.aa
Sultan-ul-Hasan Farooqi
Ghazal
zahr-e-Gam kii tez dhaar dil me.n tah-ba-tah ga.ii
zaKHm bhar gayaa magar ik lakiir rah ga.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Shaida Sadaf
Ghazal
baada-e-vasl mayassar ho to kyuu.nkar ho mujhe
talKHii-e-zahr-e-sitam pahle gavaaraa bhii to ho
Wali Kakoravi
Ghazal
zahr-e-chashm-e-saaqii me.n kuchh ajiib mastii hai
Garq kufr o iimaa.n hai.n daur-e-mai-parastii hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
us ke ho.nTo.n ko chhu.aa to yuu.n lagaa
chaashnii-e-zahr-e-Gam hai KHair ho
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
aadam pe mo'tariz ho.n farishte to kyaa ajab
chakhii hanuuz chaashnii-e-zahr-e-Gam nahii.n
Ismail Merathi
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
vo saaGar-e-nashaat ho yaa jaam-e-zahr-e-Gam
saaqii ne jab diyaa ho to inkaar kyaa kare.n