SEARCH RESULTS
Showing search results for "tatolaa"
Ghazal MATCHES FOR "tatolaa"
Ghazal
lafz-o-manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
chehre pe mire raaz TaTolaa na karo tum
hamraaz bane aa.nkh nashiilii to bataa.uu.n
Chand Akbarabadi
Ghazal
na mai.n ne soz hii paayaa na istaqaamat hii
hajar hajar ko TaTolaa shajar shajar se milaa
Hafeez Merathi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
dhuup ne TaTolaa jab munjamid chaTaano.n ko
barf ke tale laavaa khaultaa hu.aa paayaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
ham girebaan-e-shab-e-taar TaTolaa hii kiye
kaaj tukmo.n se sile the so ujaalaa na hu.aa
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
jab kisii lamha-e-dauraa.n ko TaTolaa ham ne
ruu-e-aaGaaz nazar aayaa hai anjaam ke saath
Aziz Tamannai
Ghazal
guzre lamho.n se bhii miltaa hai sabaq
yaad-e-maazii ko TaTolaa kiijiye
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Ghazal
jab so ga.ii to mai.n ne bhii dahshat se us kii aa
pahle to chupke chupke TaTolaa izaar-band
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil TaTolaa shab-e-tanhaa.ii to mahsuus hu.aa
ham bhii ai dost tire chaahne vaale nikle
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
jahaa.n saraab nahii.n thii vahaa.n saraab mile
haqiiqato.n ko TaTolaa gayaa to KHvaab mile
Saeeduzzamaan Abbasi
Ghazal
hazaar vasvase laahaq the jis ke milne par
jab us ke dil ko TaTolaa to mehrbaa.n kaa lagaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
hotaa thaa pahle me'yaar kabhii un kaa
ab rishto.n ko dhan se tolaa jaataa hai
Onkar Singh Vivek
Ghazal
na jaane kaun sii saa.at me.n ho gayaa Gaa.eb
jo andaruun TaTolaa to laapata Gaa.eb