SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-kushaa"
Ghazal MATCHES FOR "uqda-kushaa"
Ghazal
ashk-e-Gam uqda-kushaa-e-KHalish-e-jaa.n niklaa
jis ko dushvaar mai.n samjhaa thaa vo aasaa.n niklaa
Hadi Machlishahri
Ghazal
ko.ii bhii uqda-kushaa-e-KHud-aagahii na milaa
mai.n apne aap se bhii aaj tak kabhii na milaa
Rabab Rashidi
Ghazal
jab dast-basta kii nahii.n uqda-kushaa namaaz
kaaTegii merii paa.nv kii zanjiir kyaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
huu.n mubtalaa-e-yaqii.n merii mushkile.n mat puuchh
gumaan-e-uqda-kushaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
vo tuu ki ‘uqda-kushaa-o-musabbib-ul-asbaab
ye mai.n ki aap mo'amma huu.n aap apnaa hii hal
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii taraf na girah kaa siraa dikhaa.ii de
na ko.ii naaKHuun-e-uqda-kushaa dikhaa.ii de
Masood Qureshi
Ghazal
kabhii jo shaana-e-uqda-kushaa nasiib hu.aa
to us kii zulf-e-girah-giir o ambarii.n na milii
Rais Amrohvi
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
kis liye duniyaa me.n rahne aa ga.e jannat se ham
ko.ii to ban jaa.e ab uqda-kushaa mere liye
Harshit Mishra
Ghazal
vo girah-bandii-e-taqdiir tasavvur me.n tire
vo tabassum kaa tire uqda-kushaa ho jaanaa
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
ye kyaa hai ki mujh par miraa uqda nahii.n khultaa
har-chand ki KHud uqda o KHud uqda-kushaa huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
fazaa-e-tiira kii uqda-kushaa hai jo tanviir
KHuluus-e-dil kii vo pur-kaar saadgii hogii
Bebak Bhojpuri
Ghazal
aaj to kholne do taa na rahe shak baaqii
aap kaa band-e-qabaa uqda-kushaa ho ki na ho
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
nigaah-e-yaar bhii uqda-kushaa-e-dil na hu.ii
mirii KHalish kaa ko.ii raaz-daa.n nahii.n miltaa
Hadi Machlishahri
Ghazal
yuu.n to par-band huu.n par yaar paro.n par mere
jo girah terii hai so uqda-kushaa-e-parvaaz