SEARCH RESULTS
Showing search results for "uqda-kushaa"
Nazm MATCHES FOR "uqda-kushaa"
Nazm
kaun le gaya
hal kar diyaa thaa jis ne mu.amma shabaab kaa
tujh se vo fikr-e-uqda-kushaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
karl marx
us kii daanaa.ii kaa haasil naaKHuun-e-uqda-kushaa
taabnaaki-e-zamiir-o-ziirakii kaa aaftaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
ajab bala-KHez marhala tha
pech-o-KHam rah-e-pur-KHatar ke uqda-kushaa the
dil faariG-e-KHatar thaa
Sajida Zaidi
Nazm
taga taga mujhe kaun khole
bahut kaar-e-uqda-kushaa.ii kaThin hai
magar mai.n kisii ranj-e-barsar
Mahnaz Anjum
Nazm
dua
baal khole hu.e Daa.in sii Daraatii hai hayaat
dil ko idraak-e-rah-e-uqda-kushaa.ii de de
Azra Waheed
Nazm
ek maut ek ehtijaj
buu-e-gul ban ke u.Daa kuucha-ba-kuucha har suu
ban ke ik chiiKH laraz jaatii hai ab kaano.n me.n
Riyaz Anwar
Nazm
wasoKHt
sach hai hamii.n ko aap ke shikve bajaa na the
be-shak sitam janaab ke sab dostaana the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kyun
tum jo qaatil na masiihaa Thahre
na ilaaj-e-shab-e-hijraa.n na Gam-e-chaaraagaraa.n
Ada Jafarey
Nazm
qabil ka saya
KHudaa ke KHauf se apne gunaaho.n par KHajil ho kar
vo paiham girya kartaa thaa
Sahar Ansari
Nazm
ajnabi wadiyon mein
ai KHushaa-azm parvaaz kaa ye safar
jhilmilaa.ii jahaan-e-digar kii sahar
Hurmatul Ikaram
Nazm
inqalab
ai jaan-e-naGma jahaa.n sogvaar kab se hai
tire liye ye zamii.n be-qaraar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hijr-zad
mire dukh kaa ahd taviil hai
miraa naam lauh-e-firaaq par hai likhaa hu.aa
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
jangal na sahi
savere aisaa lagaa
jaise ko.ii darvaaze par dastak de rahaa hai
Ataur Rahman Tariq
Nazm
adl-e-jahangiri
qasr-e-shaahii me.n ki mumkin nahii.n Gairo.n kaa guzar
ek din nuur-jahaa.n baam pe thii jalva-figan
Shibli Nomani
Nazm
imroz
gila hai kam-nigahii ko me.n kaamgaar nahii.n
hanuuz nudrat-e-kirdaar aashkaar nahii.n