SEARCH RESULTS
Showing search results for "urdu aur awami zaraey iblagh eb"
Ghazal MATCHES FOR "urdu aur awami zaraey iblagh eb"
Ghazal
ai aarzu-e-qatl zaraa dil ko thaamnaa
mushkil pa.Daa miraa mire qaatil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ai aabla-paa aur bhii raftaar zaraa tez
is dasht-e-pur-asraar me.n chaltii hai havaa tez
Nami Ansari
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
kuuza-gar ne jaane kyuu.n aadmii banaayaa hai
us ko sab khilauno.n se tum zaraa alag rakhnaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
allaah us kaa lahja-e-shiirii.n ki kyaa kahuu.n
vallaah us pe urdu zabaa.n kii miThaas aur
Charagh Sharma
Ghazal
ayaaG-e-baada me.n aa kar vo KHud chhalak pa.Dtaa
gar us ke mast zaraa aur haa.o huu karte
Akhtar Shirani
Ghazal
sahraa-e-aarzuu hai qadam dekh-bhaal kar
kaa.nTo.n kii samt aabla-paa aur dekh le
Shahzad Ahmad
Ghazal
allaah un kii aql kaa pardaa zaraa haTaa
phir apnii beTiyo.n ko jalaane lage hai.n log
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
khule.nge shaaKHo.n ke raaz ahl-e-chaman par ab ke
girah girah se ulajhtii shabnam zaraa alag hai
Sabir
Ghazal
merii sahraa-navardii par na ho hairaan ai hamdam
abhii hai aarzuu-e-aabla-paa.ii javaa.n merii
Agha Saeed
Ghazal
hai jurm yahaa.n aarzuu-e-sub.h-e-daraKHshaa.n
har raat se ai dost mirii raat alag hai
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
allah allah ek zarre kii bhii had miltii nahii.n
rang ho naqqaash kaa itnaa to har tasviir me.n
Bekhud Mohani
Ghazal
thii shahiidaan-e-vatan kii ik zaraa sii aarzuu
aur vo thii desh ko aage nikalnaa chaahiye
Nazeer Nazar
Ghazal
maqsad-e-ziist zaraa tuu hii sadaa de un ko
tujh se ho ke jo alag hote hai.n bedaar to ho.n
Om Krishn Rahat
Ghazal
daaman-e-hastii me.n tere jo hai.n zarre KHaak ke
zarb-e-allaah-huu se is miTTii ko pur-tanviir kar
Nazar Lakhnawi
Ghazal
Ahmad Rahi
Ghazal
ye kyaa ki kaj-ravii hii banaa sheva-e-avaam
bechain pul-siraat zaraa dekhte chalo
Waseem Farhat Alig
Ghazal
urdu-e-mu.allaa jise kahtaa hai zamaana
vo virsa-e-aslaaf hai vo merii zabaa.n hai