SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarf-aazmaa"
Ghazal MATCHES FOR "zarf-aazmaa"
Ghazal
vo sab se pahle miraa zarf aazmaa ke milaa
phir is ke baa'd milaa to nazar jhukaa ke milaa
Shad Nimbahedi
Ghazal
mirii vafaa.o.n kii gahraa.iyo.n kaa khoj to le
vo bahr-e-husn kabhii zarf-aazmaa bhii to ho
Khalid Ahmad
Ghazal
hazaar baar ham faraaz-e-daar se guzar ga.e
hazaar baar ham ne un kaa zarf aazmaa liyaa
Wafa Siddiqui
Ghazal
vo jaam-e-mai ho ki ho jaam-e-angabii.n 'ehsaa.n'
chale jo daur bhii vo zarf aazmaa ke chale
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
rindo.n kaa zarf saaqii tuu dekh aazmaa ke
gar zahar bhii ataa ho pii le.nge muskuraa ke
Riyazat Ali Shaiq
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
lave.n charaaG-e-vafaa kii ba.Dhaa ke dekhte hai.n
ham apnaa zarf-e-nazar aazmaa ke dekhte hai.n
Mohsin Ummeedi Burhanpuri
Ghazal
shikast-e-dil kaa fasaana sunaa ke dekhuu.ngaa
mai.n zarf-e-husn ko bhii aazmaa ke dekhuu.ngaa
Sardar Khan Soz
Ghazal
ye samaa.n ye lutf ye dil-chasp manzar dekh kar
ho ga.e be-ghar hazaaro.n aap kaa ghar dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
nazar-navaaz hai husn-e-KHajista-pai ab bhii
khaTak rahii hai magar dil me.n ko.ii shai ab bhii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
nigaah-e-naaz se bijlii giraa ke dekho to
hamaaraa zarf kabhii aazmaa ke dekho to
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
mujh ko bhii barq-e-husn kisii din dikhaa ke dekh
meraa bhii zarf-e-ishq zaraa aazmaa ke dekh
Wakeel Bhopali
Ghazal
zarf-e-iizaa-talabii Gam bhii parakh le.n 'gauhar'
us se ik roz na milne kaa iraada bhii to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
zarf aazmaa.e sozish-e-sad-barq-e-tuur se
liije na imtihaan dil-e-be-niyaaz kaa