SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتقا"
Nazm MATCHES FOR "ارتقا"
Nazm
kisan
ye samaa.n aur ik qavii insaan ya.anii kaast-kaar
irtiqaa kaa peshvaa tahziib kaa parvardigaar
Josh Malihabadi
Nazm
tere hone se
tujh se hai aafriinash numuu irtiqaa
tujh se hai.n qaafile raaste rahnumaa
Habib Jalib
Nazm
naya sal
kaun lekin dil-e-insaa.n kii tapish chhiin sake
irtiqaa aahan-o-faulaad se kis tarah ruke
Akhtar Payami
Nazm
KHaka
tire laa-shu.uurii ravayyo.n me.n arbo.n baras ke hasii.n irtiqaa kaa
vo jo ik fasaana
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
meri holi
irtiqaa ke rang se labrez jholii ho merii
inqilaab aisaa koii aa.e to holii ho merii
Seemab Akbarabadi
Nazm
paris
irtiqaa shar yaa sharii.at se nahii.n ruk saktaa
ye qasiida bhii na.e ahd se paivasta hai
Atif tauqeer
Nazm
ye hath
lakiire.n jin me.n hai.n sadiyo.n ke irtiqaa ke nishaa.n
nishaa.n amal ke azaa.em ke ilm-o-hikmat ke
Sulaiman Areeb
Nazm
apotheosis
hamaarii mahbuubaa.o.n ke jismaanii irtiqaa se
jism ho.nTo.n par taqsiim kiye jaa.e.nge
Hasan Alvi
Nazm
jawahar lal nehru
ruuh-parvar ruKH-o-jamaal us kaa
raushnii irtiqaa KHayaal us kaa
Abrar Kiratpuri
Nazm
intellectual
urdu ke irtiqaa kii taraf baat jab mu.Dii
kahne lage ki tez hai raftaar aaj-kal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
shuur ki tah ke phaTakon par
bashar se haivaan ban.naa hogaa
karo.Do.n barso.n ke irtiqaa ko phalaa.ng kar piichhe jaanaa hogaa
Satyapal Anand
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tire nafas-ba-nafas irtiqaa zamaane kaa
tire qadam-ba-qadam hai zamaan-e-mustaqbil