SEARCH RESULTS
Showing search results for "تل"
Nazm MATCHES FOR "تل"
Nazm
roTiyan
jitne maze hai.n sab ye dikhaatii hai.n roTiyaa.n
roTii se jis kaa naak talak peT hai bharaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
uljhan
zamiin jismo.n se Dhak ga.ii hai
qadam to kyaa til bhii dharne kii ab jagah nahii.n hai
Javed Akhtar
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ham-safar tujh ko kahuu.n yaa tujhe rahzan samjhuu.n
raah me.n laa ke mujhe chho.D diyaa hai tuu ne
Qateel Shifai
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
aaKHiri bosa
guzartii raat ke na.nge badan par til kii suurat qaa.em-o-daa.em
hamesha jaagne vaalaa sitaaraa
Amjad Islam Amjad
Nazm
tumne likkha hai
tum ne likkhaa hai mire KHat mujhe vaapas kar do
Dar ga.ii.n husn-e-dil-aavez kii rusvaa.ii se
Prem Warbartani
Nazm
chehra tera
nuur se kuchh is tarah hai chashm terii tar-ba-tar
chaa.ndnii kaa aks jo.n utraa ho sat.h-e-aab par
Jai Raj Singh Jhala
Nazm
ye basti meri basti hai
to us saahil pe suuraj nuur barsaataa hai
jis kii ek ik mauj-e-ravaa.n ke saath
Ishrat Afreen
Nazm
but-saz
najm laayaa huu.n ki tartiib ho silk-dandaa.n
mah-e-yak-ruu bhii to darkaar hai abruu ke liye
Akhtar Usman
Nazm
holi
judaa na ham se ho ai KHush-jamaal holii me.n
ki yaar phirte hai.n yaaro.n ke taal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aaj aur kal
kaa.np uThtaa hai tahii-dast javaano.n kaa Guruur
husn jab resham-o-kam-KHvaab me.n tal jaataa hai
Qateel Shifai
Nazm
farsi urdu sabaq
KHaal hai til aur gaal hai aariz choTii hai gesuu
munshii jii ne sabaq pa.Dhaayaa faarsii aur urdu
Rais Amrohvi
Nazm
aadmi
hai aadmii hazaaro.n kaa aur ek paa.ii kaa
aadhaa hai apnii maa.n kaa to aadhaa hai daa.ii kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tare aur tum
kuchh taare mil kar tumhaarii tasviir banaate hai.n aasmaan me.n
tum un taaro.n se ek baar mil aa.o