SEARCH RESULTS
Showing search results for "شروع"
Nazm MATCHES FOR "شروع"
Nazm
ghaalib
ek tartiib charaaGo.n kii shuruu.a hotii hai
ek qur.aan-e-suKHan kaa saf.ha khultaa hai
Gulzar
Nazm
aadha kamra
aadhii aadhii baat puuchhnii shuruu.a kii
john Donne kyaa kar rahaa hai
Sara Shagufta
Nazm
hinDola
shuruu.a hii se the maujuud aab-o-taab ke saath
mire mizaaj me.n pinhaa.n thii ek jadaliyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat aur namak
izzat kii kanii hamaarii zabaan se shuruu.a hotii hai
ko.ii raat hamaaraa namak chakh le
Sara Shagufta
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
ek nazm kahii.n se bhii shuruu.a ho saktii hai
juuto.n kii jo.Dii se
Sarvat Husain
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
abhii mohabbat shuruu.a nahii.n hu.ii
mai.n har ham-bistarii ke baa'd bezaar ho jaataa huu.n
Ziyaul Hasan
Nazm
barah mahine
saal ruKHsat hu.aa lo december chalaa
ho shuruu.a ab na.e saal kaa silsila
Haidar Bayabani
Nazm
thoDa thoDa KHarch karen hum
tho.Daa tho.Daa KHarch kare.n ham
shuruu.a na kar de.n nahr bahaanii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
wapsi ka safar
tumhii.n ho aaKHirii pahchaan mere hone kii
to kyo.n na tum se shuruu.a ho ye vaapsii kaa safar
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
charagh jab mera kamra napta hai
charaaG ne phuul ko janm denaa shuruu.a kar diyaa hai
duur bahut duur meraa janm din rahtaa hai
Sara Shagufta
Nazm
muhasara
use hai satvat-e-shamshiir par ghamanD bahut
use shikoh-e-qalam kaa nahii.n hai andaaza