SEARCH RESULTS
Showing search results for "غازے"
Nazm MATCHES FOR "غازے"
Nazm
mauzu-e-suKHan
ra.ng-e-rukHsaar pe halkaa saa vo Gaaze kaa Gubaar
sandalii haath pe dhu.ndlii sii hinaa kii tahriir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek naghma karbala-e-beirut ke liye
jo chehre lahuu ke Gaaze kii
ziinat se sivaa pur-nuur hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raat ki rani
ko.ii dekhe to zaraa raat kii raanii kaa jamaal
ruKH pe Gaaze kii mahak itr me.n aaluuda libaas
Salam Sandelvi
Nazm
mahbuba-e-derina se
mirii nazro.n me.n ye rangiinii-e-auqaat-e-sahar
tire ruKHsaar ke Gaaze kii jhalak thii jaanaa.n
Kazim Rizvi
Nazm
dhup ke sae
gosha-e-chashm se kaajal kii syaahii abhii aa.nsuu ban kar
bahte Gaaze me.n nahii.n jazb hu.ii
Altaf Gauhar
Nazm
KHizan ke phul
vahii sadaaqat-o-ehsaas ke janaaze hai.n
izaar-e-gang-o-jaman par lahuu ke Gaaze hai.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
hawa meri raaz-dan nahin hai
hamaare apno.n ke tan kii ThanDii mahak ke Gaaze se
Dhaa.nptii hai
Ehsan Akbar
Nazm
jahl
aisaa bikhraa.o pahle nahii.n thaa kabhii
sach ko Gaaze-o-Gamze se kyaa aar thaa
Shahnaz Nabi
Nazm
dhup ke sae
gosha-e-chashm se kaajal kii siyaahii abhii aa.nsuu ban kar
bahte Gaaze me.n nahii.n jazb hu.ii
Altaf Gauhar
Nazm
bahaar-e-shabab
shaahidaan-e-sho.ala-ruu ko le u.Daa Gaaze kaa shauq
aag par paanii cha.Dhaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
lenin
chehro.n pe jo surKHii nazar aatii hai sar-e-shaam
yaa Gaaza hai yaa saaGar o miinaa kii karaamaat
Allama Iqbal
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n