SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجرم"
Nazm MATCHES FOR "مجرم"
Nazm
26 january
mujrim huu.n mai.n agar to gunahgaar tum bhii ho
ai rahbaraan-e-qaum KHataa-kaar tum bhii ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wirsa
ahal-e-mansab hai.n Galat-kaar to un ke mansab
terii taa.iid se Dhaale ga.e to mujrim hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
raat aur rail
ek mujrim kii tarah sahmii hu.ii simTii hu.ii
ek muflis kii tarah sardii me.n tharraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujrim
yahii rasta mirii manzil kii taraf jaataa hai
jis ke footpath faqiiro.n se aTe rahte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
yahan se shahr ko dekho
har ek mard-e-javaa.n mujrim-e-rasan-ba-guluu
har ik hasiina-e-raanaa, kaniiz-e-halqa-bagosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
insaf ka taraazu jo hath mein uThae
aisaa na ho ki kal kaa itihaas-kaar bole
mujrim se bhii ziyaada
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
raate.n qaatil sub.he.n mujrim mulzim hai har shaam
baahar se chup chup lagtaa hai andar hai kohraam
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad
ek ik saa.ns kisii naam ke saath aatii hai
ek ik lamha-e-aazaad nafas mujrim hai
Mustafa Zaidi
Nazm
mann-o-salwa
ham is ke mujrim nahii.n hai.n jaan-e-ajam nahii.n hai.n
vo pahlaa a.ngrez
Noon Meem Rashid
Nazm
adl-e-jahangiri
ek mujrim hai ki jis kaa ko.ii haamii na shafii
ek bekas hai ki jis kaa na ko.ii ghar na vatan
Shibli Nomani
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye